Monthly Archives: April 2013

Pane ke baad hi pehchaan hoti hai

Pane ke baad hi pehchaan hoti hai, parakh hoti hai.. Jo paaya hi nahi hai, uski baat karna adhoora hai.. Jin khoja, tinn payeeyaan!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , | Leave a comment

Aap khush hote hain

Aap khush hote hain, toh sab achha lagta hai.. Aap khush nahi hain, toh kuch bhi achha nahi lagta.. Phir dukh ka kaaran bahar kaise hua? khud ki khoj karen,Apne baare main sab jane!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

Sampoorna Lakshya

Shareer majboot chahiye , mann nirmal(APNA) chahiye, buddhi imaandar, vivek poorna, tejbhakta, aur sajagta badhane wali chahiye, aur aap jo ho, woh ho, toh kya chahiye!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , | Leave a comment

Every situation is a possibility

Every situation is a possibility. A custom stage designed for you to grow, to know yourself and express your true nature. Take it whole heartedly and you grow Miss it ignorantly and you throw.. a GIFT:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , | Leave a comment

Jab yeh khel shuru hua tha

Jab yeh khel shuru hua tha, tab aap kahan the? Shuruaat ko samjhenge, toh anta aur madhya bhi samajh me aayega! On the Beginning, depends the End!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , | Leave a comment

Apne jeevan ko dekhna shuru

Apne jeevan ko dekhna shuru karen…poora dekh len… Thik se dekh lena hi samadhaan hai.. Poorna Samadhaan hi Samadhi hai!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , | Leave a comment

Power of Pause

Take a pause between two doings! Pause for a minute before taking a decision, forming a conclusion. A Pause in time, is eternal!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

Aapke paas kya kya gudn

Aapke paas kya kya gudn aur shaktiyan hain, un par manan karen..dhyan den.. Jis par aap dhyan dete hain, wah cheez badhti hai, khilti hai, aur aapke jeevan main aati hai.. Dhyan ko disha den! Sahi disha main dhyan den!:):)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , | Leave a comment

Jo kabhi hai, aur kabhi nahin

Jo kabhi hai, aur kabhi nahin hai, kya wah sachmuch hai? Jo hai, hai, hai, kya wah hai? woh jo hai, keval hai, kevalya hai, woh kaun hai? yeh poochne wala kaun hai? ???????

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , | Leave a comment