Monthly Archives: March 2013

ashcharya kaksha

aapka apne jeevan main, ek ashcharya karna, aapko ashcharya kaksha main hi pahuncha sakta hai. Vishwaas beej ka mahattva samjho… Sab mil sakta hai… Musibat main, apni jaroorat main se bhi, nikalkar dena seekho.. Ashcharya karoge toh ashcharya hone lagenge!:):)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

Tere hone se shaan hai meri

Tere hone se shaan hai meri, Mere na hone se aan hai meri, Tu rahega toh hi mera janm sambhav hai Warna mera hona asambhav hai Main hoon kya, teri parchaaeen hoon Tu mera aakar hai, main teri gehrayee hoon:):)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

Screen, jis par picture

Screen, jis par picture dikhayee ja rahi hai, woh khudko jab dekh leti hai… toh asli picture shuru hoti hai !:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

koi bhi kaam jaldi main

koi bhi kaam jaldi main karte hain, ya dheere se, prem se? Kis tariqe main jyada atma-santushti mahsoos hoti hai? …. Jaldibaazi main kyun karna chahate hain?.. Dheeraj ke jadoo ka labh uthayen! Watch, Wait with Wonder ki kala seekhen!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

jimmedari apni khud hi uthani

jimmedari apni khud hi uthani hai…jitna late karoge, utne der se pahunchoge.. jitna saaf saaf dekh paoge, utni hi safaai kar paoge!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

Har chehra tera chehra

Har chehra tera chehra dikhayee de, har aawaaz main tu sunayee de kuch aisa kar de karishma mere aaka, tu hi tu sunai de, tu hi tu dikhayee de!:):)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged | Leave a comment

Rango ka mahattva

Rango ka mahattva aankhon ki wajah se hai…ankhen hain, toh ranga hain.. aankhon ka mahattva sharir ki wajah se hai.. sharir ka mahattva, uske saath jo jinda ehsaas juda hai, uski wajah se hai… woh kaun hai?…usse jab milan hota … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , | Leave a comment

Sab tera hai..

Sab tera hai.. tu bas mera hai, batao kisne kisko ghera hai! ?? 🙂

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

Jeene ki kala

Jeene ki kala seekhne ke baad jeevan anand hai, ashcharya hai, jagruti hai.. kala ke bina dhokha hai, partantrata hai, dukha hai.. Aap kaisa jeevan jeena chahate hain?… 🙂

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , | Leave a comment