Tag Archives: jeevan

Kya maun ke bina geet ho

Kya maun ke bina geet ho sakta hai? …kuch pal sochen phir aage padhen… . lekin phir bhi ham geet sunte hain.. geet par dhyan jab atak jata hai, tab geet jeevan se kho jata hai… maun par dhyan hoga, … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , | Leave a comment

Jeevan kya hai? Jeevan ko

Jeevan kya hai? Jeevan ko jeevan ka pata nahin. Jis jeevan ne raaz jana, wah jeevan soona bacha nahin Jeevan jab jeevan se pura rooth jata hai, tab jeevan uthke jeevan ke paas jata hai!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

Apne jeevan ko dekhna shuru

Apne jeevan ko dekhna shuru karen…poora dekh len… Thik se dekh lena hi samadhaan hai.. Poorna Samadhaan hi Samadhi hai!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , | Leave a comment

Jeene ki kala

Jeene ki kala seekhne ke baad jeevan anand hai, ashcharya hai, jagruti hai.. kala ke bina dhokha hai, partantrata hai, dukha hai.. Aap kaisa jeevan jeena chahate hain?… 🙂

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , | Leave a comment

Aapke vishwaas par hi

Aapke vishwaas par hi aapka jeevan depend karta hai… Agar vishwaas janmaa hai, toh jeevan ki shuruaat hui hai..Aur agar prem hua hai, toh jeevan main anand bhi hai.. Anandit jeevan hai… Prem aur Vishwaas, dono ke janma hone ke … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , | Leave a comment

Jis cheez par aapka dhyan

Jis cheez par aapka dhyan hota hai, woh chori nahi hoti..jeevan se nahi jati… Jin se aap prem karten hain, un par dhyan den. Apka dhyan jahan par hai, wahin jeevan hai! Aap jeevan par dhyan de…Jeevan aap par dhyan … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , , | Leave a comment

Resistance hi asli rukavat hai

Resistance hi asli rukavat hai…Resistance ka artha hi rukavat hai. .Resist karna, rokna…Resistor jo Current ko rokta hai…. Jeevan ke current ko rokne wala bhi resistance hai, bahar ka, aur andar ka! Har resistance se muqt hon, jeevan ke current … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , , | Leave a comment

Aapka jeevan APKI chavee hai

Aapka jeevan APKI, yanee aap jo apne aapko ‘maante’ ho, uski exact chhavi (reflection) hai. Jo anubhav aapko apne andar apna hota jab hota hai; theek wahi anubhav apke saath jo hai, usse aapke baren main hota hai. Khudko badlenge … Continue reading

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , , , | Leave a comment

Galti galti se hi ho

Galti galti se hi ho, jaan boojhkar nahi. Galat sahi ke pare jo satya hai use jaane! 🙂 Galat aur Sahi main jo Jeevan ko categorize karta hai, usse jane!:)

Rate this:

Posted in Uncategorized | Tagged , , , , | Leave a comment